Jab bhi apse milneki takdir nazar aai,
mujhe pavo me zanjeer nazar aai
teri yaad mein nikal pade mere ansu,
har ansu mein teri tasvir najar aai….
apni khoobsoorti pe tujhe hai abhimaan,
lekin tum kya jaano naadan,
ke tujhe chahane wale sab hai baimaan.
Samja do apni yado ko,
wo bin bulaye pas aaya karti hai,
aap to dur rehkar satate ho magar,
wo pas aakar rulaya karti hai
Raat gujri phir mehekti subah ayi, dil dhadka phir tumhari yaad
ayi, aanko ne
mehsoos kiya uss hawa ko , jo tumhe chhukar hamare pass ayi.
No comments:
Post a Comment