Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata,
lehro se pani ko hataya nahi jata,
hone wale ho jate hain khudhi dil se apne,
kisi ko kehkar apna banaya nahi jata
Ek pal me bhula diya hamko, ek pal me juda ho gaye, abhi to mere
saath the,
abhi na jane kahan kho gaye, kahi soh to nahi gaye?
Mitti meri kabr se churata hai koi, mar kar bhi yaad ata hai koi,
ae khuda ek
pal ki jindagi aur de mujhe, udas meri kabr se jata hai koi
phool ho tum kaante bhi hai saath,
dekhta hoon mein ab kya aata hai mere haath.
.Socha tha na karenge kisi se dosti,
na karenge kisi se vaada,
par kya kare dost mila itna pyara ki karna pada dosti
ka vaada
No comments:
Post a Comment