Showing posts with label Bihari Jokes. Show all posts
Showing posts with label Bihari Jokes. Show all posts

Kanjus Jokes

Kanjus Jokes

Ek kanjus ne Shadi me
Damad ko
CHESS Gift Diya...
.
.
Damad : Ye Kya mazaak hai Sasur Ji...???
.
.
Sasur : Tamanna thi,
Beti ko Shadi me
HATHI,
GHODE,
UNTH,
NAUKAR-CHAKAR Dun,
Aaj Meri Iccha Puri Ho Gayi..

Sunny leone Jokes in Hindi

 Sunny leone Taxi Driver Jokes


Sunny Leone to taxi driver- Airport
chaloge??
Driver- Haan chalunga....
Sunny leone- Kya loge ?
Driver- Gareeb Aadmi hoon behenji,
Paise hee lunga... =D =)) =D


Pizza Jokes in Hindi

 Pizza Jokes in Hindi


Ek ladka-ladki hotel me gaye...
Waiter- Kya loge.?
Ladki- Sabziyoo waali roti..
Waiter- What.??
Ladka- Gaon ki hai ,
PIZZA maang rahi hai.

Pati Patni Jokes in 140 words

Patni (Pati Se) : Muje 500 Rupiye Ki Jarurat Hai.

Pati (Gusse Me) : Tumhe Rupiye Se Jyada Akkal Ki Jarurat Hai.

Patni : Maine Apse Vohi Cheez Mangi Hai. Jo Apke Pase Hai.

Bihar Jokes

Ek Pahalwaan, jo 6 feet Lamba aur strong tha,
bus me ja rha tha . . .

Conductor - Bhaisahab Ticket
Pahalwaan - ham Ticket nahi liya krte

Conductor Ghabra gaya, par kuch kar na saka,
par vo ye baat dil pe le gaya aor gym join kr liya. . .

Daily wo pahalwaan se puchta aor pahalwaan bolta ham ticket nhi lete

Aise 6 months nikal gye. . .
Ab conductor bhi pahalwan ki tarah tagda ho gya . . .

Agle Din conductor - Bhai ticket lele
Pahalwaan - Hum ticket nhi lete

Conductor - chaati dikhate hue "Q nhi leta bey ?"

Pahalwaan - Pass banwa rkha hai, isliye nhi leta :D:D :-P
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Join this

Followers