Facebook Page Hindi Shayari in 140 words
Arz Kiya Hai:
Pepsi Coke Pine Walo
Kabhi Lassi Bhi Piya Karo,
.
Pepsi Coke Pine Walo
Kabhi Lassi Bhi Piya Karo.
.
Fokat Mein Post Padhne Walo
Kabhi Like, Comment Bhi Kiya Karo.....
Agar koi hume acha lgta hai to acha wo nahi
hum hai.....
And agar koi hume bura lgta hai to bura waahi
hai Qki hum to ache hai hi na..
Zindagi se koi cheez maango to aise maango
jaise tumhare baap ki thi.. .
Aur nahi mili to kaunsi tumhare baap ki thi...